1 Teri hasraton k aseer ho gaye, Posted: 1 Teri hasraton k aseer ho gaye,
Hum to bus ghamon ki tasweer ho gaye,
kal hum mohabatain baanta karte thay,
Aaj teri mohabat k faqeer ho gaye. |
Jab Dil Tumhara apna ho Or Batain Posted: Jab Dil Tumhara apna ho Or Batain sari uski ho,
Jab Khushbu uski aati ho Or Saans Tumhari apni ho,
Jab had darja Masroof ho Tum Wo Yaad achanak aaye to,
Jab Ankhen Neend se bojhal ho Tum usko pass hi pao to,
Phir khud ko Dhoka mat dena Or us se jaa kar keh dena, "HAAN MUJKO TUM SE MOHABBAT HAI, |
sohni zindgi gavai nahi jandi. har Posted: sohni zindgi gavai nahi jandi. har kise nal preet pai nahi jandi. kithe mainu pa dita socha vich . teri yaad mere kolon bhulai nahi jandi. |
Tum kyun bane thy dil ka sahara jaw Posted: Tum kyun bane thy dil ka sahara jawab do,
Ab kya hua wo pyar tumhara jawab do,
Kis ko tha naz apni adaon pe hr ghari,
kis ne kya wafa se kinara jawab do,
Hum to seh na saken ge judai ka gham,
Ye qoul tha mera k tumhara jawab do,
Ek tarf zingdi ek tarf mout hy,
Ab kis tarf karo ge ishara jawab Do |
Yon b nahin k mere bulanay say aa g Posted: Yon b nahin k mere bulanay say aa giya
Jab reh nahin saka to bahanay say aa giya
Ham kar k bat phans gaye apnay hi jal main
Kesa palat k ter nashanay say aa giya
Wo marhala k dartay rahay jis say aik umar
Khawabon k sath khawab milanay aa giya
Ata na tha kabi hamen apna kheyal kuch
Itna b us ko pas bithanay say aa giya
Kia lataluqi say hua faida hamen
Kia us k hath bat barhanay say aa giya |
Koi muj ko mera bharpur sarapa la d Posted: Koi muj ko mera bharpur sarapa la day
Mere bazu meri ankhen mera chera la day
Aisa dariya jo kisi aur samandar main giray
Is say betar hai k muj ko mera sehra la day
Kuch nahin chahiye tuj say aeh meri umar-e-rawan
Mera bachpan mere jugnu meri guriya la day
Niya mosam meri binai ko tasleem nahin
Meri ankhon ko wohi khawab purana la day
Jis k aankhen mujay andar say b parh sakti hon
Koi chehra to mere sheher main aaisa la da |
Milan ki arzu karna, Safar ki just Posted: Milan ki arzu karna, Safar ki justaju karna, Jo tum mayoos ho jao, To mujh say guftagu karna, Ye aksar ho bhi jata hai, K koi KHO bhi jata hai, Muqadar ko satao gay, To phir ye soo bhi jata hai, Agar tum hosla rakho, Wafa ka silsila rakho, Jo TUM say pyar kar bethay, To uss say raabta rakho, Main ye daway say kehta hun, Kabi naakam naa ho gay, Muhabbat ko samajh jao, Kabhi badnaam naa ho gay...!! |
Mere dil k bawarchi khane me, Teri Posted: Mere dil k bawarchi khane me, Teri yad ka chola jalta hai, Tere ishq me chawal pakte hai, Mera roz pateela jalta hai... |
Pathan Cycle Ka Break hath me Lek Posted: Pathan Cycle Ka Break hath me Lekar naach Raha Tha
Sardar: Ye kya kr rhe ho?
Pathan: Oye! Yara dikhta nhi kya?
BREAK DANCE. |
Larki; Main shadi k baad tumhary sa Posted: Larki; Main shadi k baad tumhary saray dukh bant longi!
Larka; Magar mujhay to koi takleef nahi hay!
Larki; Main shadi k baad ki baat kar rahi hoon ;-) |
"Ghurbat" Ki Waja Sy Kisi Ko F Posted: "Ghurbat" Ki Waja Sy
Kisi Ko Faqeer Mat Samjo
Q K
Uska"RAB" B Wohi Hy Jo ApKa hy
Wo"Ye"Sub Usy"Ataa" kar sakta
OR
Ap Se "Ley" Bhe sakhta hy. |
Jism uska bhi matti ka hai mujh jai Posted: Jism uska bhi matti ka hai mujh jaisa Faraz. . .
Phir mera hi Dil uska talabgaar kiun hai. . ! |
"Sirf tere Naam" Ik chota sa Posted: "Sirf tere Naam"
Ik chota sa "sapna" tha! us sapne me koi "apna" tha!
us apne me kuch "sukoon" tha! jo zindagi ka "junoon" tha!
us junoon me ik "rahat" thi! jo sirf teri "chahat" thi!
us chahat me ik "andaz" tha! jo meri dharkano ka "raaz" tha!
us raaz me ik" khushbo" thi! jo meri soch ki "justuju" thi!
us justuju me ik "hararat" thi jo meri khushyon ki "shararat" thi!
us sharart me ik "ehsas" tha! k tu jo mere "paas" tha!
|
''O JEE gal SunO, Garmia da 1 fa Posted: ''O JEE gal SunO,
Garmia da 1 faidaa aey. ????
Nai pata ?
Lay das.... ,,, ('-') _/ /_ . Sardi nai lagdi. Happy spring season. |
Ya ALLAH!grant us kindness & eman Posted: Ya ALLAH!grant us kindness & eman Ya Karim!give us patience & luv Ya Reham save us 4rm jahanum nd reward us wid jannah Ameen ya RABUL-AALAMEEN.
Good Morning |